bujhay charag pay hum doosti parahktay hain
yai rasam apnay qiebelay say hum main aaiy hai
Re: doosti
Baat kuch palley nahi parri
Anybody to explain?
Re: doosti
yeh in k qabeelay ki baat hai hum ko kaisya samjh ayegi
may be kisi qabeelay me jaltay chiragh pe dosti check hoti ho
Re: doosti
is ka multalb ye hia Aymal k in k gaa’ooN maiN mean (qabeila) se uno ne seekha k jo dost hain wo aisa kartey haiN :)k jab chiraag buj jata aur us ki raakh ziada hai ya kam jalanay pe depend karta hia na k dost ne kis kisam ki jalapa dya ![]()
Re: doosti
is ka matlab ye hai kay jo loog apnay hootay hain wo khbi bi saath nahi chortay. apni apni samajh ki baat hai ...............?