**Dor hi dor rahi bas mujh say
Paas woh mairay aa na sako thi
Lakin us ko chaah thi mairii
Woh yeh bhaid chupa na saki thi
Ab woh kahan hay aur kaisi hay
Yeh to koi na bata sakay ga
Par koi uski nazroo’n ko
Mairay dil say mitaa na sakay ga
Ab woh khwaab main dulhan ban kar
Mairay paas chali aati hay
Main us ko takta rahta hoo’n
Lakin woh rotii jaati hay
( Munir Niazi )
**
Re: ~ Doooreee ~
waiting 4 ur comments...........:)
fara
3
Re: ~ Doooreee ~
nice one.. thanx for sharing.
Re: ~ Doooreee ~
very nice jee mazah aa gaya parh ke
thnx 4 sharing :)
Re: ~ Doooreee ~
MS…thanx
ATTIA…
AZAD bhai kharboozay ko daikh kar kharbooza rang pakarrta hay aap ki daikha daikhii SAROO ko bhi yeh hmmmmmmmmmm ki beemaari ho gaee hay
Re: ~ Doooreee ~
heen app us ko kun dara rahey heen bhe bachi hey akhir kab tak roay gi woh well ab chup kerwa lien
Re: ~ Doooreee ~
Aray chup karvaana humaray bas main hota to kiya naheen karatay ???
Re: ~ Doooreee ~
^aap ko kiyoo'n chakkar aanay lag gaey
Re: ~ Doooreee ~
muhey nahe ya us ko ya roo roo ker chaker arey heen jo jis ko app chup nahe kerwa rahey heen
Re: ~ Doooreee ~
chalain aap kahtee'n hain to chup karvaa daigay