Doodh ka doodh

aur pani ka pani kaisay hota hey ?

Re: Doodh ka doodh

:hmmm: doodh ko boil karnay say pani evaporate ho jata hai:phati:

Re: Doodh ka doodh

use lemon :hmmm:

Re: Doodh ka doodh

jabh jhoot saaf saamne ajata hai ...

Re: Doodh ka doodh

Kaisay kaisay aqal mand hain hamaray pass phir bhee hamara mulk taraqee nahi karta , iss key kia wajah hay ?

Re: Doodh ka doodh

wohi to main bhi hamesha sochti hoon:hmmm:

Re: Doodh ka doodh

pata nahi mulk kyon nahi tarakki kar raha:(

Re: Doodh ka doodh

paani main condensed milk mix kernay say doodh ka doodh aur paani ka paani ho jata hey :phati: