Doodh ka Doodh , Pani ka Pani

Re: Doodh ka Doodh , Pani ka Pani

nope…doodh ko kisii bartan men rakh kar doodh ke rim ko dekheN…jis qadar paanii us meN ziyaada hogaa us qadar doodh kii rim ziyaada neeli hogii. :smiley:

kiuN bhai? itnii Hairaangii kiuN? kia Pakistan meN #2 mineral water nahiiN biktaa?

india men to har railway station par likhaa hotaa hai k bottles ko toR kar yaa kaaT kar pheNkeN magar koii is par 'amal kartaa nahiiN nazar aataa aur jagah jagah aap dekhen ge k bachche bottles collect karte huye nazar aayeNge.

vo to Ghair shaadi shuda haiN to phir unko ‘PURE’ kii kia zaroorat? :wink:

is par ek bahot mazaaHiyah scene thaa ek bollywood movie meN…hilarious scene…lol