~ Doobi jab dil ki naeyya ... SAmnay thay kinaaray ~

*Hum thay jin ke sahaaray woh huwe na hamaaray Doobi jab dil ki naeyya saamnay thay kinaaray Kya muhabbat ke waaday kya wafa ke iraaday Rait ki hain deewarain jo bhi chaahain gira dain Hai sabhi kuch jahaan mein dosti hai wafa hai Apni yeh kam naseebi hum ko na kuch bhi mila hai Yun tu dinya basegi tanhaee phir bhi dasegi Jo zindagi mein kami thee woh kami tu rahegi Hum thay jin ke sahaaray woh huwe na hamaaray Doobi jab dil ki naeyya saamnay thay kinaaray...*

Re: ~ Doobi jab dil ki naeyya ... SAmnay thay kinaaray ~

[QUOTE]
Originally posted by Amarbail: *

*Hum thay jin ke sahaaray woh huwe na hamaaray
Doobi jab dil ki naeyya saamnay thay kinaaray
Kya muhabbat ke waaday kya wafa ke iraaday
Rait ki hain deewarain jo bhi chaahain gira dain
Hai sabhi kuch jahaan mein dosti hai wafa hai
Apni yeh kam naseebi hum ko na kuch bhi mila hai
Yun tu dinya basegi tanhaee phir bhi dasegi
Jo zindagi mein kami thee woh kami tu rahegi
Hum thay jin ke sahaaray woh huwe na hamaaray
Doobi jab dil ki naeyya saamnay thay kinaaray...

[/QUOTE]

Aaon jo yaad tu mujh ko bulaate rehna
Bheegi barish mai mera soog manate rehna
Tum gayee ho tu sar-e-shaam yeh adaat tehri
Buss sahil pe kharay haath hilaate rehna

:k:

:k:

array yeh to aik indian song hai