dooba dooba

16928.Dooba Dooba

Dooba Dooba rehta hoon aankhon mein teri
deewana ban gaya hoon chahat mein teri

ab din guzarte nahi
raate kat ti nahi
tasveer se baat banti nahi
ho aaaajaaaaaaaaaa

koi jaane na
pehchaane na
tum aa gaye…khwaabon mein aise
bewafa sun o bewafa
bewafa na jaaaaaaaaaaa

tum jo mil gaye
diye jal gaye
mere khwaabon mein
ban jao tum mere humsafar
bewafa sun o bewafa
bewafa na jaaaaaaaaaaaa

dooba dooba rehta hoon aankhon mein teri
deewana ban gaya hoon mein chahat mein teri

:smiley:

I love this song :love: to the power lots.

chalo kuch to pasand aaya :-p

Sounds like first Indian country song :slight_smile:

:k:

17482.PakMusic.com(Cheetah) - Ahmed Jahanzeb - Aaj Ki Raat