Re: Doing small washroom while standing
Arey shareef wala hay. It was written on my college desk.
Arz kiya hay...
Kiu Muskura rahey ho, aye Bait'ul Khula kay Lotay
Shayad koi Haseena PaiChash main Mubtila hay
LOL
well coming up with new words is rather ridiculous, i recall hearign terms like phakphak adda for trainstation and similarly stupid names for telephone, mailbox etc, but for words that exist I dont understand why theya re abandoned, i can understand that some of them are old fashioned or tough, but I dont understand why bhai is bhai and behen is sister.
Rail gari aawak jawak asthan.
woh tu tum shaaair nahe howay danday walay , warna tum bee ek nazaam lik martay kay
kash mein tayray Bait'ul khula kaa eek loootaa hotaa !
tu jis din Paichash mein mubtila hotee
tu mein khushii saay jhooom jahtah
tu baar baar apnay haseen hatoon say mujhay baharteee
its goes on:) baqi kissi mardaana mehfil mein suna.oo gaa:)
hehe
PM pleeeeeeeeeeeease.
Achaa tu
koobaa koo phay.al gahee baaat shahnaa''sa.ee ki
usnay phoooloon ki tarha , mayree pazeera.ee kii
chalain kahir hai hazraat . Badnaam gaar howay tu kiaa naaam na hogaa:)
Hum taalib e shuhrat hein humein nang say kia kaam
badnaam bhi gar hoon gay to kia naam na ho ga
ROFL at the break in between...
by the way the misra' reminded me of Ather Shah Khan Jaidi's parody of it
Yaa Rub! Dil-e-Jaidi ko Ik zindah tammanna daY
Tu khwaab kaY piyaasay ko Taa'beer kaa dariyaa day
Iss baar makaaN badlooN tau aisee paRosan ho
"Jo Qalb ko garmaa day aur rooh ko taRpaa day"
LOL
Is thread ki urdu daani say mujhay yaad aaya
rooThay ho tum, tum ko kaisay manaoN piya
bolo na bolo na