Doing small washroom while standing

Re: Doing small washroom while standing

Janab bohat saarey alfaz aisay haiN jo kay majmooi tor pay tarjamey kay bagair istimaal kiye jaatey hain. Jaisa kay "computer", "telephone or phone", "Internet" wagera wagera.

Ab chuN kay ye hamari ijaad nahi haiN, to hamarey paas in kay liye tarjama karna bhi mushkil hay.

German log sab say ziada apni zuban kay mutalik pareshaan rehtay haiN, lekin ye oopar waley alfaaz ka tarjama to unhuN nay bhi nahi kiya (OK for computer they have the word "Rechner", but very rarely someone uses it).