Re: Does Islam allow punishment based on self confession ?
Gunah ki saza her haal main zaroori hai khuwah self confess karay kay koi pakar laay is liaay kay agar saza na di jaay to loag gunah kar kay qubool kar lain aur buch jain kay hum nain qubool to kar lia.
Dunia main apnay gunahon ki saza paa lena ziada behtar hai is liaay kay wo intehair asan hogi banisbat akhirat ya dauzakh kay.
Main to dunia main hi saza pana choose karoon apnay liaay. Aksar loag kehtay hain koi baat naheen dunia jee lo akhrat main saza paa lain gay. Those are ahmaq people.