Re: Doctor, Qasai aur Mehngai
bas isii kaa to ronaa hai bhai mere…ham guftaar ke Ghaazi to ban gaye magar kirdaar ke Ghaazii na ban sake aur ab to Had yeh ho gaii k ham musalmaan apne musalmaan bhai kaa hii Khoon kar ke Ghaazii kahlavaa rahe haiN…yeh kaisa jihaad hai? ![]()