Re: Do you wish you had studied harder?
bhai, yeh to unkaa Khayaal thaa…
jis par paRe vo jaane yaa phir Khudaa jaane!
Ghalib kii baat kaa koii bharosa nahiiN kiuN k unkaa hii qaul hai k:
**
bak rahaa huN junuuN meN kia kia kuchh
kuchh na samjhe Khadaa kare koii!**