Re: Do you miss anyone on GS ?
NaheeN jo tu naY khaai kabhi chapat tau abb khaa kaY dekh
Jo mazaa tujh ko naa aaYe tau baar baar khaa kaY dekh
![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
NaheeN jo tu naY khaai kabhi chapat tau abb khaa kaY dekh
Jo mazaa tujh ko naa aaYe tau baar baar khaa kaY dekh
![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
Chapat marnay aao gai na? Fir I will use knife…![]()
I had disected frogs only. First one died, rest of survived. Let me disect a human as well.![]()
Phuwwwwweeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeejjjjjjj… ![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
naheeN, mujhaY sharam aati hai ![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
Ae lo. Medical science mein sharam kesi? Daaktar kay paas bhi naheeN jatay keya? Unsay bhi sharam aati hogi.![]()
Gulzaar-e hast-o bood na begana waar daikh
Hai daikhnay ki cheez…issay baar baar daikh..![]()
Puleeeeeeeeeeeeeezzzzzzzzzz…![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
bay sharram ![]()
Manzil-e-Hast-o-Bood saY, azm-e-Buland saY Guz’r
Aap hee apnaa khiz’r bun, Khiz’r kee rah bari naa dekh:smilestar:
Re: Do you miss anyone on GS ?
Ammmmmmmmmmmmmmmmmmiiiiiiiiiiiii… yeh mujhay daant rahay hain… ![]()
Jahan mein hai deeda o afraat ki kis qadar farawani
Hai bareek fitrat ka hijaab itna keh numayaaN hai farishtooN kay tabasum-e nehani
Khulay jatay hain isrsaar-e nehaani
Geya daor-e hadeeth-e lan tarani (You can’t see):o
Re: Do you miss anyone on GS ?
that’s [EMAIL=“better@lan”]better@lan tarani… kuch mashriqiat kaa bhee sawaal hai aakhir ![]()
Kholee haiN zoq-e-deed naY aaNkhaiN teri, tau phir
Har rah guzar maiN naqsh-e-kaff-e-paaYe yaar dekh ![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
Daaktari mein Mashriqiyaat kahan say aa gayi?![]()
So you don’t want to be missed? ![]()
Khol aankh, zameeN daikh, falak daikh, fiza daikh
Mashriq say ubhartay howay sooraj ko zara daikh…![]()
![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
Khol aaNkh, ZameeN dekh, falak dekh, dhuwaaN dekh
SaRak saY ubaltaY huaY guTTar ko zaraa dekh
Yeh Gunband-e-Khaashaak, yeh miTTi, yeh balaaieN
KiouN beech saRak maiN Tehelti haiN yeh GaayeN ![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
yahan par kya bait baazi chal rahee hai? ![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
^ Oye Multan ki baistee matt karo…![]()
I wanna disect a human… ![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
Dania...tum beech mein aa gayi? :o
Re: Do you miss anyone on GS ?
main beech main nahi..Gupshup main aai hoon :p
Re: Do you miss anyone on GS ?
Tum ne mera case bhaga diya. Inni mushkil say qaboo kiya tha.:o Now how will I disect a human?
Re: Do you miss anyone on GS ?
shaadi kar lo, aik free maiN aa jaaYe gaa disect karnaY kaY liye ![]()
Re: Do you miss anyone on GS ?
i hv to disect a frog :(
Re: Do you miss anyone on GS ?
you mean prince charming :D
Re: Do you miss anyone on GS ?
![]()
that makes it easierrrr…ill just think of it as prince charming ![]()