Do you miss anyone on GS ?

Re: Do you miss anyone on GS ?

i miss lifeless

Re: Do you miss anyone on GS ?

lolz

Re: Do you miss anyone on GS ?

i know..kah guzra waqt waapis nahi aata..phir insaan..badal kyun jaatay hain?

Re: Do you miss anyone on GS ?

:teary2:

i miss her too :frowning: bohat zayada

Re: Do you miss anyone on GS ?

Apnaa zamaana aap banaataY haiN Ahl-e-Dil
Hum woh naheeN kaY jin ko zamaana banaa gaya

Hum khud hee taraashtaY haiN zamaanaY kaY Sang-e-MeeL
Hum woh naheeN kaY jin ko zamaana banaa gaya

:naraz:

Re: Do you miss anyone on GS ?

:hoonh: theek hai…yey bhi try kerkay daykh laytee hoon main…:hoonh: magar abhi naheen…aik week kay baad…:hehe:

Re: Do you miss anyone on GS ?

So.... no one missed me?

Re: Do you miss anyone on GS ?

Wahh..zabardast..:k: :slight_smile:

Re: Do you miss anyone on GS ?

:cb:

Re: Do you miss anyone on GS ?

Originally posted by ATA
Acawww :bummer:

Chicha Abdul Quddoos Samosay Waalay kaha kartay thay, kay baita jab bhi chalo to zamanay ko sath lay kar chalo, phir Dunnia yaad rakhaigi un rah darioN ko jo tum nay banain…
Agar zamanay k sath chalogay to pir uss bheer main kisi bhi waqt gumm hojaogay… aur phir koi yaad karnay waala bhi na hoga …

Iss liay main nay socha k\hay k zamanay ko sath lay kar chalooN, zamanay k sath nai, isi liay main China kay pass aik new river channel bana raha hoon, wahan sab ko bulaoonga phir pooray zamanay ko sath lay kar chaloonga :hula:

hehe Gaya waqt wapis nai aata DDani :stuck_out_tongue:

Quote: Makhdoom Muhiuddeen
"Hayat le ke chalo, kaaenaat le ke chalo
Chalo to saare zamane ko saath le ke chalo"


Quote: Hafeez Hoshiarpuri
"Muhabbat karne waale kam na hongey
Teri mehfil mein lekin hum na hongey"


Quote: Mir Taqi Mir
"Dhoond te phiriyo phir hum ko tum kuchon mein baazaaron mein
Ashaar hamaare jab sunkar ji khoob karega milne ko"

Quote: Mirza Ghalib
"Mehrbaan hoke bulaa lo mujhe chaaho jab bhi
Main gaya waqt naheen hoon keh phir aa bhi na sakoon"

Re: Do you miss anyone on GS ?

^
Mar bhee jaaouN gaa tau kahaaN loug bhulaa hee daiN geY
Lafz meraY, meraY honaY kee gawaahi daiN geY :smooth:

Re: Do you miss anyone on GS ?

lafz tere kiya Gawahee dain gai.. ye lafz tu Khaki hain, mitt jain gai waqt ke dhoop tallai. :stuck_out_tongue:

Re: Do you miss anyone on GS ?

^
kaun kehtaa hai maut aai tau tu mar jaaYe gaa
Tu tau bander hai, darakht pe chaRh jaaYe gaa :p

Re: Do you miss anyone on GS ?


koun kehta hai mai darakht pur chahrD jaon ga
mai tu tu Daryaa houn, samander mai mil jaon ga. :p

Re: Do you miss anyone on GS ?

kon kehtaa hai kiamat aai gi aur hum mar jaaye gey
hum bhi baray chaalak hain, manji thallay warr jaaye gey

:D

Re: Do you miss anyone on GS ?

where is as sweet as, :confused:

Re: Do you miss anyone on GS ?

Shez in pakistan.. for a whole year..! :(

Re: Do you miss anyone on GS ?

Can I use the knife? I want to miss you.:bummer:

Re: Do you miss anyone on GS ?

^
:rolleyes:
-|-
/\

Re: Do you miss anyone on GS ?

Mana keh teri deed kay qaabil naheeN hooN maiN..:bummer:
Tu mera shauq daikh, mera ishteyaaq daikh..:o

PS: Phuweeeeeeeeeejjjjj…sirf aik baar use karnay do na.:bummer: I really want to miss you.:o