Can u tell me some nicks for msn. It doesnt matter if its poetry or not
SlickChick420 if that dont work try S1ickCh1ick420. or istead of 420 put 786.
Um.. thats nice. but a little poem type..
-
**Shab-e-Mahtaab **( Chaand Raat)
-
Dur-e-Sameen (anmol Moti)
-
Nishaat (kHushi)
-
Qasr-e-Wafa (Wafaa ka Qalaa) (Royal Fort)
-
Qasr-e-Musarat ( kHushioN ka Qalaa)
-
** dastak** (knock)
-
Nudrat (Khoobi, Kam-yaabi)(Quaintness, Rareness )
-
Taskeen-e-Arzoo (kHwaahishooN ki Lazzat)
-
Bahaar-e-Husn
-
DarakHshaaN (Roshan)
-
**Taabinda ** (hameshaa Roshan)
-
RukH-e-Zebaa ( Khoobsoorat Chehraa)
-
Loh-e-Uffuq (Loh = Pathar ki Sil , jiss per likhaa jaiye, Uffuq Asmaan)
-
RukH-e-Roshan (roshan chehraa)
-
Sharaarat
-
Gardaab (BhanWar>
-
** Ghaneemat**
-
Nazm (Poem)
-
Shabaahat (likness, Pyaar)
-
**Shabistaan ** (Bedroom)
-
Shabeenah (Nocturnal)
-
Rashk-e-Chaman (Proud of Chaman)
-
**kHanda jabeeN ( muskuraataa huwa chehraa)(smiley face)
-
SeemeN Badan (naazuk)
-
Dur-e-Eden (Jannat ka Moti)
i think aik Kitaab likh di hai maiN ne aapko Nicks ki pasand aajyen to rakh lyijegaa agar naa aayen to bataa dijyiega maiN aur bohaat se nicks bataa dooNgaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Have a nice day ameen
**RuswaaioN ke kHauf se niklaa tha dair se
aa kar Haram meiN aur bhi Badnaam hogaiya
Daar-o-Rasan ka kHauf na mujhe dilaao sathio
SamjhooN ga maiN keh youN bhi mera Kaam hogaiyaa
**
How about Zakhmee Jigar…
Or Maybe…thakka huaa gurdaa…
pareshaaan dil…
kahraab phepraa
har lafz kitabon ka tera aks liye hai.....
"i LoVe ThE SOUND Of A BrEaKiNg gLaSS"
[quote]
Originally posted by Klaudius:
** How about Zakhmee Jigar....
Or Maybe....thakka huaa gurdaa...
pareshaaan dil...
kahraab phepraa**
[/quote]
hahaha!! nice once
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
** 1. **Shab-e-Mahtaab **( Chaand Raat)
-
Dur-e-Sameen (anmol Moti)
-
Nishaat (kHushi)
-
Qasr-e-Wafa (Wafaa ka Qalaa) (Royal Fort)
-
Qasr-e-Musarat ( kHushioN ka Qalaa)
-
** dastak** (knock)
-
Nudrat (Khoobi, Kam-yaabi)(Quaintness, Rareness )
-
Taskeen-e-Arzoo (kHwaahishooN ki Lazzat)
-
Bahaar-e-Husn
-
DarakHshaaN (Roshan)
-
**Taabinda ** (hameshaa Roshan)
-
RukH-e-Zebaa ( Khoobsoorat Chehraa)
-
Loh-e-Uffuq (Loh = Pathar ki Sil , jiss per likhaa jaiye, Uffuq Asmaan)
-
RukH-e-Roshan (roshan chehraa)
-
Sharaarat
-
Gardaab (BhanWar>
-
** Ghaneemat**
-
Nazm (Poem)
-
Shabaahat (likness, Pyaar)
-
**Shabistaan ** (Bedroom)
-
Shabeenah (Nocturnal)
-
Rashk-e-Chaman (Proud of Chaman)
-
**kHanda jabeeN ( muskuraataa huwa chehraa)(smiley face)
-
SeemeN Badan (naazuk)
-
Dur-e-Eden (Jannat ka Moti)
i think aik Kitaab likh di hai maiN ne aapko Nicks ki pasand aajyen to rakh lyijegaa agar naa aayen to bataa dijyiega maiN aur bohaat se nicks bataa dooNgaa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Have a nice day ameen
Hmmmm aap neh humhe pehlee kion nahin bataya…itne ache ache nicks…pehlee bataya hota to hum apne msn ka add in main seh kohi nick ka banha lehtee…
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
yeh to namoona hai ..in se bhi behtar bataa doN rakh leiN aap
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
wesse thanx for likign my nicks
Nice ones but do u know any longer than 2 words
I like "Udaas Panchhi"... it used to be my nick few months back, not any more though. Tasneef mian, koee larkon kai liye bhi nick hojaye.n... aap ki meherbaani.
Bhaiyaa MugHal-e-Azaam
Alam Panaah agar Banda Jaan ki amaan paaye to kuch Arz karooN Huzoor:-
Bhaai agar meri Tabbiyaat LarhkoN ki Taraf Mayal hoti to maiN Shaiyaar na hotaa..Shaiyaari ka assal matlab bhi to sochiye na
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Kissi Shaiyar ko dekha hai itne KHulooss se kissi Ham-sanf se hamkaalaam hote huwe?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
you are on wrong adresse my bro lolz
Jiss satah se aap farmaa rahe haiN maiN uss se bhi ziaada gehraa hooN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
have a nice day
Ibn-e-Batootaa aapke lyie Theek rahegaa ya Dracollaaa unhi ki tarah ka image hai apaka