Re: do you feel jealous if
wo shareef shohar jhooti tareefen kerta hai mere shohar k samne
kehta hai meri bv to mere mobile ko hath be nahi laga skti,maine keh dia hai aitbaar nahi hai to chali jao apne ama bawa ke ghar
jub ke wo janab ap ne susral walo se bht dartey hen abhi be susar ki marzi ke bagher unki bv india se nahi ati yehan halanke shadi ko 17 saal hogaye hen:hoonh: ye baaten nahi batate wo mere shohar ko
bs un ke samne yehi ke meri bv mjh se darti hai kbhi ek rupiya nahi manga meri marzi k bagher bahar nahi jati bla bla ![]()