a couple of ash’aar from my latest ghazal…
will post the whole ghazal in the next couple of days
umeed kam hai kariN kabhi manzil pay jaa warood
ghalib jo niklay aap say rahnuma kay saath
talluq kay bawjood hai hum pai, mashq-e-sitam mudaam
shewa tera kaya ho ga na-aashnaa kay saath
Re: do shaer
wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah wah
:halo:
Re: do shaer
does that mean u dint get any of it?
Re: do shaer
i think wot i said in the last post was true
Re: do shaer
**ghalib jo niklay aap say rahnuma kay saath
**
Re: do shaer
^ ye daad hai ya thatha hai :aq:
Re: do shaer
aesi shairi par thatha expect karain to zaydah behtar ho ga :D
Re: do shaer
^
dil totay totay ho gaya…
par hum phir bhi poori post karny jaa rahy hain
Re: do shaer
chacha_Ghalib:
^
dil totay totay ho gaya…
hum nay un ki yaad may ro ro kay tub bhar diyay
woh aay nahain aur chal diyay
chacha i was kidding app ki shairi to itni haseen hoti hay kay meray sur kay ooper say kab guzarti hay pata bhi nahee chalta par hoti bohat achi hay
Re: do shaer
^
and i was being sarcastic…