Do Pakistani's have a dark skin complex???

Re: Do Pakistani’s have a dark skin complex???

Khuda kee panah Daring V … Muaasharti Uloom kaa zamanaa yaad karaa diyaa.. itna ziadah tau hum satah-e-Murtafa’ poTohaar par bhee naheeN likhtay thaY :hayaa:

By the way,

KaalaY haiN tau kiyaa :snooty:
Hum Dil waalaY haiN :woho: