Re: Do Indians say "Yaar"
[quote="Fraudz"]
haha I know, its fun when ppl dont take such stuff personally and its not crude.
quote]
bhai sahaab, apno se kya khafa hona? Mujhay koi farhaak naheen parta agar koi Pakistani yuheen mazaak mein kuch khein jaye. bhai bhai mein yeh cheezay tau hoti rathee hain.
Haan, agar koi hindoostani meray ya Pakistan kay liya kuch kehta hain tau app yakeen manien muj say raha naheen jahta; hence i've been banned 4 times :D .