Yeh karen aur woh karen, aisa karen vaisa karen,
Zindagi do din ki hai, do din mein hum kya kya karen !
Jee mein aaata hai ki dein parday say pardey ka jawaab,
Hum say woh parda karen, duniya say hum parda karen !
Sun raha hoon kuch lutayray aa gayey hain shehar mein,
Aaap jaldi bandh apnay ghar ka darwaza karen !
Is puraani be-wafa duniya ka rona kab talak,
Aaiyey mil-jul kay ik duniya nayee paida karen !
Yeh karen aur woh karen, aisa karen vaisa karen,
Zindagi do din ki hai, do din mein hum kya kya karen !
hehe, very nice ![]()
[QUOTE]
Zindagi do din ki hai, do din mein hum kya kya karen !
[/QUOTE]
Gup Shup hay na!!!!!!
![]()
:) :)
;)
![]()
Right Gup Shup kay saath saath dostoon kay saath gupshup bhi kerni hai ...:)
**
Jee mein aaata hai ki dein parday say pardey ka jawaab,
Hum say woh parda karen, duniya say hum parda karen ! **
Well said :k::k::k:
Wohi karo jo karna chahiye ![]()
Nice poem Wrangler :k: