mein jaanta hun ab ke chahtoN par
diyaa jalaaney ki rasm baqi nahi rahii
magar tumheiN meri yaad aaey
to yaad rakho…!
tum apni aankhoN sey
aansuoN ke chamakte moti
na girney dena
bas itna karna ke apni chaht par
merii muhabbat ki nazm ga kar
meri rafaqat ko yaad kar ke
Diyaa jalana
**tum apni chaht par **
kisi bhi kone mein baeth
kar ik diyaa jalana
Re: Diyaa Jalana
wonderful!
Re: Diyaa Jalana
thanks soniaa jee:-)
Re: Diyaa Jalana
Nice1 :k:
Re: Diyaa Jalana
nice:k:
Re: Diyaa Jalana
nice one :)
Re: Diyaa Jalana
thank you friends : )
Re: Diyaa Jalana
good!!
Re: Diyaa Jalana
:k:
Re: Diyaa Jalana
:halo: copy cat tumhrye hath us ne khud file ke the ya chore ker ke uske copy pasting:D
Re: Diyaa Jalana
nice one
Re: Diyaa Jalana
nicee