Ek baar eik gaon maiN ek bahut pohnchay huay buzurg tashreef laatay haiN. Ussi gaon maiN ek seth rehta tha jiskee koi aulaad nahee thee aur issi wajah se wo bohat dukhi bhi rehta tha. Wo buzurg ke pass ja kar bola “baba aap tu sab jaantay haiN, koi tareeqa bataiye”. Buzurg bolay “bacha Multan maiN eik buzurg ka mazaar hai wahaN eik diya jala kay aao phir dekhna sab theek ho jayega”.
Bahut saalon baad wo buzurg phir say ussi gaon say guzartay haiN. Kia dekhtay keh ussi seth ke ghar ke bahar 10-12 bachay khel rahe haiN. Buzurg bachon say puchtay tum log kiskay bachay ho? Bachay bolay ussi seth kay. Buzurg bolay “acha tumhare abbu kahan haiN”?
Qabl iskay keh bachay koi jawab detay andar say sethani ki awaz aayi - Multan gaye hain diya bujhanay!!!
Re: Diya!
hahahahah..
Re: Diya!
Hehehehe
Re: Diya!
Iss diya nay to seth ka deevalia hee nikaal diya ![]()
Re: Diya!
:D
Re: Diya!
![]()
Re: Diya!
Great dear...
Re: Diya!
Good one.
Re: Diya!
:D
Re: Diya!
^lolz...