Din tehar jay,magar raat katay.......

**Din tehar jay,magar raat katay
koi surat ho k barsat katay

khusbu muj ko kalam karti gayien
shakh dar shakh mery haath katay

moaj-e-gul ha k talwar koi
harf kyon apny ganwayeen ja kar
baat sy pehlay jahan baat katay

chand !aa mil k manayeen ye shab
aaj ki raat tery sath katay

puray insanoo mein ghus aye hain
sar katay, jisam katay,zaat katay…!**

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

**chand !aa mil k manayeen ye shab
aaj ki raat tery sath katay

yeh chand kon hai**:faizy:

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

samajh to ga`ay ho phr Q poch rahy ho…?

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

:k:

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

brought you by Burnaal. :smiley:

kaatne aur katne ki itni baten :hayaa:

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

**puray insanoo mein ghus aye hain
sar katay, jisam katay,zaat katay…!

**Reminds me of Evil Dead :slight_smile:

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

changez khan ka daur yaad aa gaya

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

aaj k daur aur changez khan k daur mein kya farq hai

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

technology ka. ab marne wale ko pata bhi nahin chalta

Re: Din tehar jay,magar raat katay…

**sar katay, jisam katay,zaat katay…!

**:teary1: