Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

dilsay re; dilsay re! :wink:

itni saari shaayri! :eek: wah wah! :hula:

ab ye dhaaga khol hi diya hai to aik shair hi ho jaaye!
wo waala! Parween Saahiba ka hai shaid:

Is shart pe kheloongi piya pyaar ki
Is shart pe kheloongi piya pyaar ki baazi
Jeetoon to tujhe paaoon; Haroon to piya teri
!

:smiley:

jo baat ** dilsay ** nikalti hay assar rakhti hay
kia khoob ** Hum Hain **

Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

** Mara nam istaraha na loo log tum ko mara samjahain gaay

Subaha tak dekhna afsana bana dalay ga
Tum ko ak shaksh nay dekha hai maray kamray main **

Addaab! :slight_smile:

Aap itne puraane hain! 1970! :eek:

Re: Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

** Mara nam istaraha na loo log tum ko mara samjahain gaay

Subaha tak dekhna afsana bana dalay ga
Tum ko ak shaksh nay dekha hai maray kamray main **
[/QUOTE]

Hum to naam lain ge; loag Hum ko taaara kaahe ko samjhain ge; Hum to pehle hi kissi ko ho challe hain!

Afsaane itne burre nahi lagat hain Humain! aur badnaamy se Humain dar nahi lagta! tohe lagat hai kya???

Re: Re: Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

[QUOTE]
*Originally posted by Hum Hain: *

Hum to naam lain ge; loag Hum ko taaara kaahe ko samjhain ge; Hum to pehle hi kissi ko ho challe hain!

Afsaane itne burre nahi lagat hain Humain! aur badnaamy se Humain dar nahi lagta! tohe lagat hai kya???
[/QUOTE]

*Abb kiya darna.... kuch khonay kay liya rah he nahi giya.... jo tha sub khoodiya..... *

:)

Re: Re: Re: Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

*Abb kiya darna.... kuch khonay kay liya rah he nahi giya.... jo tha sub khoodiya..... *
[/QUOTE]

:( aisa bhi kya howat hai tohe! jo sab kuch kho bhi diyaa!

ya yay aya WAH WAH WHAT WHAT

Re: Re: Re: Re: Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

[QUOTE]
*Originally posted by Hum Hain: *

:( aisa bhi kya howat hai tohe! jo sab kuch kho bhi diyaa!
[/QUOTE]

Khush fahmee thee wo behi chalee gayee....

Re: Re: Re: Re: Re: Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

:smiley: phir to kuch bhi nahi howat hai; tohe pareshani kis baat ki howe hai;
khush fehmiaan to jaane aur kitne howat hain bande ko; laiken saari poori to nahi howat hain! :stuck_out_tongue: is liye taare liye Hum yehi kaawain hain ke pareshani naa kar! bahaar to baar baar aawe hai! :hula:

:hehe:

:stuck_out_tongue:

Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

Thanks for advise…

Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

well first of all Hum hain luv this shair best choice !

secondly dilsay ji ki shayari kia kehna per inni sari aik saath ye samjh nahi ata na !

Re: Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

well first of all Hum hain luv this shair best choice !

secondly dilsay ji ki shayari kia kehna per inni sari aik saath ye samjh nahi ata na !
[/QUOTE]

Well i made a mistake.... have not posted since thn.... thanks anyway :)

lolz,hum hain.........oi standard shair nahi aata?:p

Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Dilsay Dilsay Dilsay Dilsay

mention not jee! Hum dil se kaawe Hain! :slight_smile:

Lamhay: aadaab jee! :blush:
itni saari shaiyri dekh kar hi to Hum ne ye dhaaga un ke naam kar diyaa! :smiley:

Dilsay: Is main mistake ki kaa baat howat; tohe Hum most welcome karrat Hain; tohe stop karne ki koi zaroorat nahi hai! :stuck_out_tongue:

pk: Lamhe jee se poochiye; is shair ka kya standard hai! :stuck_out_tongue: