Adaab! Aaj kal Hindustan mein Musulmaanon pe jo qiyaamat aayee huwi hai usne mujhe unkii puraanii shaan o shawkat kii yaad dilwaaii hai aur hasoosan Dilli ka purana dabdaba aur musulmaanon ki izzat o shaurat yaad aa rahi hain…
**
Koochay nahin thay Dilli kay, awraaq e mussawar thay
Jo soorat hum ne dekhi, tasveer nazar aayee!
Mir Taqi Mir
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
Khudayaa! Rahm-kun bar haal-i biradaraanemaan dar Hindustan!
Dast-i-pir az ghai’baan kootah neest
Dast-i-oo juz qabza-ye-Allah neest
------Rumi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
[This message has been edited by Asif (edited March 01, 2002).]