Iss dil ke dhaDakne ka kuch to sabab hai aakhir
yaa dard ne karwat lii ya tum ne idhar dekha
Re: Dil
nice....
Re: Dil
Nice one Rangbaaz… ![]()
Issay paRh ke Aisay hi SAHIR ka ikk Shair Yaad agaya… ![]()
Dil ki dhaRkan maiN Tawazn Agaya hay Kher ho
Meri NazraiN bujhgayeeN, Ya teri Raanai Gayi…