DiL

Kabhi kabhi inn khusiyo mein bhi
Rota ha dil bohat
Haste haan yeh lab magar
Jalta ha dil bohat
Tanhiyon mein mefil sajaye gham ki
Mangta ha dil bohat
Ansoo ki barsaat suba sham
barsaata ha dil bohat
khamoshion mein gum sum kissi ko
chata ha dil bohat
ussi ki yaado mein raat din
tarpata ha dil bohat
mangta ha ussay har dua mein ya Rabb
ke jo hume iss duniya mein pyara ha bohat

nice

mangta ha ussay har dua mein ya Rabb
ke jo hume iss duniya mein pyara ha bohat

Ver nice :)

thx suraj and coolpeepa jee :)