**
Yeh faasilay, yeh dooreyaan deti hain azzeyyat kis tarah
Shehar-e-dil-e-sunsaan se koi guzray tu pata ho…**
Dil udaas rehta hai
Baarishoon ke mausam mein
Bin tumhaaray ab janaan
Aasmaan barasta hai
Log saath hotay hain
Pyar ke jazeeray mein
Mein bahut akela hoon
Itni chooti duniya mein
Meri zindagi tujh per
Sard se ilaaqoon mein
Faasiloon ki bandish hai
Qurbatoon ki chaahat hai
Muhabbatain rukaawat hain
Mujhe ko dhoondati hai tu
Khud ko dhoondta hoon mein
Ek haseen Saahil per
Un ko yaad karta hoon
Tum ko…
Yaad karta hoon
Re: ~Dil udaas rehta hai Barishoon ke mausam mein~
[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *
[thumb=C]fasilay.JPG[/thumb]
**
Yeh faasilay, yeh dooreyaan deti hain azzeyyat kis tarah
Shehar-e-dil-e-sunsaan se koi guzray tu pata ho...**
Dil udaas rehta hai
Baarishoon ke mausam mein
Bin tumhaaray ab janaan
Aasmaan barasta hai
Log saath hotay hain
Pyar ke jazeeray mein
Mein bahut akela hoon
Itni chooti duniya mein
Meri zindagi tujh per
Sard se ilaaqoon mein
Faasiloon ki bandish hai
Qurbatoon ki chaahat hai
Muhabbatain rukaawat hain
Mujhe ko dhoondati hai tu
Khud ko dhoondta hoon mein
Ek haseen Saahil per
Un ko yaad karta hoon
Tum ko....
Yaad karta hoon
[/QUOTE]
wow zabardast image plus zabardast poetry ! gr8 stuff!
barishon kay mosam main
zakhm jo bhi lag jay
phir woh naihn silta
aur sil bhi jay to
aadmi nahin bachta
is tarah kay kamon main
ih’teiat kertay hain
is tarah ke baton say
ij’tanab kertay hain.
:nono: :nono: