Dil to mera udas hai nasir

shahar kioon saein saein karta hai :expressionless:

Ek samay thaa ke fizaoun mein sangeet ghula thaa, hawayain ghaneray pairoon mein chup kar apni raagnaeyaan sunaaya karti theen, phool jhoomtay thay, patteyaan sar'saraati theen, nadeyaan, jharnay, panchi ... sab hi tu gun'gunaa rahay thay ... ab jab tum nahee ho tu apni awaaz bhi sunaee nahee deti ...

Muhabbat palkoon pe kitne haseen khwaab sajaati hai, pholoon se mehaktay khwaab, sitaroon se jagmagaatay khwaab, shabnam se barastay khwaab, phir kabhi yun bhi hota hai ke palkoon ki daleyoon se khwaboon ke saray parinday urr jatay hain aur aankhain hairaan si reh jaati hain ...

[QUOTE]
*Originally posted by zawanfira: *

[/QUOTE]

:-)

Re: Dil to mera udas hai nasir

[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
shahar kioon saein saein karta hai :-|
[/QUOTE]

ummmm kya huwa woh kaha hain? ...... ;)

humm

Re: Dil to mera udas hai nasir

:lahol:

Re: Re: Dil to mera udas hai nasir

:rotfl: