Lamhay
1
kabhi kabhi koi yaad
koi bahut poorani yaad
dil k darwazaay per
aisay dastaak deti hai
shaam ko jaisay tara nikalay
subah ko jaisay phool
jaisay dheeray dheeray zameen per
roshaniyoon ka nazool
jaisay rooh ki piyas bhujanay
utaray koi Rasool
jaisay rotay rotay achanak
hansday koi malool
kabhi kabhi koi yaad, koi bahut poorani yaad
Dil k Darwazay per aisay Dastaak deti hai …
Obaid ullah aleem!
Dilsay
3
Yaadain behi bohat zalim hoti hain.....
Lamhay
5
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Yaadain behi bohat zalim hoti hain.....
[/QUOTE]
Ji baja farmaya aap nay !
ASA
8
yaad kise ke chaandanee ban kar kothe kothe utaree hai
yaad kise ke dhuup huee hai zenaa zenaa utaree hai
Lamhay
13
thanks Masoom muskaan , As sweet as, ameen, guybrush ,Nikami ! Chandu and Heart hacker!