Dil nay Tanha jehli Raat

Dil nay Tanha jehli Raat

Hijer ki Raat,Saheli Raat

Din waly kab Bohj Saky

Mushkil sham Paheli Raat

Din apny har Darad ka Dost

Is ki ak Saheli Raat

Ik Sunsan Nagar har Sans

Ik weraan haveli Raat

Is ka Roop hath ki Dhoop

Mery Sath Hatheli Raat

Iss ki ankh Say chalkay Shaam

Uss ki Zulaf Say kehli Raat

Pyar k Anjaam K naam

Hijer ki naye Naweli Raat

Re: Dil nay Tanha jehli Raat

:k:

is shahar-e-be-chiraaGh meN jaayegii tuu kahaaN
aa aye-shab-e-firaaq tujhe ghar hii le chaleN

Re: Dil nay Tanha jehli Raat

:k:

Re: Dil nay Tanha jehli Raat

"Hijer ki naye Naweli Raat"

Beautiful.....

Re: Dil nay Tanha jehli Raat

Nice......