DIl mein wafa ki hai talab

DIl mein wafa ki hai talab
lab pay sawal bhi nahi
hum hain hisaar-e-dard mein
us ko khayal bhi nahi
wo jo ana pa-rast hai
mein bhi wafa pa-rast hoon
us ka jawab bhi nahi
meri misaal bhi nahi
us ko zabaan de chuke
dil ka jahan de chuke
ehd-e-wafa ko torna
apni misaal bhi nahi
usse kaho do ghari humse aa miley
mana k hai muhaal per itna muhaal b nhi …!!!

:hinna:

Re: DIl mein wafa ki hai talab

:k: wah wah wah** Babri** maar suteya

Re: DIl mein wafa ki hai talab

nicceeee

Re: DIl mein wafa ki hai talab

wow nice :lajawab:

Bahout Khoob!..:k:

Re: DIl mein wafa ki hai talab

wonderful :)

Re: DIl mein wafa ki hai talab

Thank You Momo :bb:

Thank You Rabzzz, SindSagar And Daanie …:bb:

Re: DIl mein wafa ki hai talab

Waah Babri dosta patey paneey sutay nee shabaash :cheer:

Re: DIl mein wafa ki hai talab

uss ka jawab b nhi,meri misaal b nhi...
v v nice.

Re: DIl mein wafa ki hai talab

Good One Babri..:k:

Re: DIl mein wafa ki hai talab

thank you so much Faris bhai and Shazia Arif and Aryaan…:bb:

Re: DIl mein wafa ki hai talab

lovly shayari

Re: DIl mein wafa ki hai talab

Thank You Batool Awan …:bb:

Re: DIl mein wafa ki hai talab

Bahut aa’laa … :k:

Re: DIl mein wafa ki hai talab

udasi aur udaasi :(

Re: DIl mein wafa ki hai talab

wah wah