dil lagane ke baad

**Khatam ho gai hey hamari neend dil laganey key baad

Teri aankh kaisey lug gai hey dil laganey key baad.

Ratoon ko taktey they teri raah dil laganey key baad

Ik ajub sa daar laga tehta hey dil laganey key baad

Kyon key aa gai neend tujh ko dil laganey key baad

Kya karoon rehta hoon beqrar dil laganey key baad

Tujhey neend aai bhi to dil laganey key baad

Ker diya tha behaal mujh ko is char din ki judai ney

Ik din bhi usey yaad na aai meri dil laganey key baad

Huwa tha pagal awais to us ki yadoon main

Poocha na us ney tera haal dil laganey key baad.


**Zindagi khail hia
Khail main agar choot lag jayee to roona kaisa,
Kuch na payee to schakayat kaisi,
Aur jo kuch paya hia ose khoona kaisa **

yaar tumhain yahan dil laganae ki pari hai, perhooo ja kae!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

btw nice!:slight_smile:


~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~


Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~

nice jee.

dil lagaya tha dil lagi k lia
bun gya rog zindagi k lia


mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!

Nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )

awesome!!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif


The heart has reasons that reason does not understand.
~Jacques Benigne Bossuel

pretty good

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

amazing!
to good amber

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

thankoo for sharing…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif


wo ghat ke purze uraa rahaa tha,
hawaoon ka rukh bata raha tha …

ab parhia main dil nahi laghta to kia karaon yar

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

koschih to karti haon …

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


**Zindagi khail hia
Khail main agar choot lag jayee to roona kaisa,
Kuch na payee to schakayat kaisi,
Aur jo kuch paya hia ose khoona kaisa **