http://ibbii.files.wordpress.com/2011/12/ankhon-sy-kaho-khamosh-rahain1.jpg?w=620
Re: dil ko orr jalao mat~~~~~
abt hai lazim ab chanda … ![]()
chanda kon?
Re: dil ko orr jalao mat~~~~~
Meri beti ...meri guriya ..meri chanda wali chanda ..ya phir meri poorani maid ho sakta hai woh bhi chanda he thee :D
Re: dil ko orr jalao mat~~~~~
ankhain khamosh reh sakti hain?
Re: dil ko orr jalao mat~~~~~
ham raat ko aksar neendoN se uTh uTh kar royaa karte haiN
so so kar kar jaagaa karte haiN, jag jag kar soyaa karte haiN
ek aur aaj fil-badeeh she'r ho gayaa hai! :D
Re: dil ko orr jalao mat~~~~~
ankhain khamosh reh sakti hain?
kin aankhon main speakers lage huwe hain?
Re: dil ko orr jalao mat~~~~~
Meri beti ...meri guriya ..meri chanda wali chanda ..ya phir meri poorani maid ho sakta hai woh bhi chanda he thee :D
acha maasi se itne ihtram k sath bhi baat karte hain log