dil ko kya ho gaya khudaa jaane ... :-(

** dil ko kya ho gaya khudaa jaane kyon hai aisaa udaas kya jaane

kah diya main ne haal-e-dil apnaa
is ko tum jaano ya khudaa jaane

jaanate jaanate hi jaanega
mujh mein kya hai abhi wo kya jaane

tum na paaoge saadaa dil mujhsa
jo tagaaful ko bhi haya jaane

**

  • Daagh Dehlvi -

:flower1:

niceee :k:

tum na paaoge saadaa dil mujhsa
jo tagaaful ko bhi haya jaane

:k::k:

dil ko kya ho gaya khudaa jaane
kyon hai aisaa udaas kya jaane

Nice :k:

bohottttt khoob daagh bhai, all iz tru :k:

:k:

PS:btw kia ho gaya hai dil ko :rolleyes:

:k: :flower2:

**KhamoshNigahein jee: **thanks :slight_smile:

**Koyal jee: **wahi to nahi pata na ki kya ho gaya hai :frowning:

**XChorniX: **(aap apna kuch aur nick bataye na apni behna ko Chorni kehna achcha nahi lagta :() haan mujhe bhi isi liye achchi lagi ghazal because it is so true :frowning:

**Chand Chehra jee: **shukriya

**Viva: **thanks :slight_smile:

**Passo: **thankooooooos :flower1:

kee hoya daagh bhai :D

ahaa nice1:k:

good stuff :flower2:

buhet khoob :)

irem jee kuch nahi pata :frowning:

kuch bhi achcha nahi lagta…kya ho gaya khuda jaane :crying:

many thanks GKK jee, cuteepie and Sadzzz :)

Re: dil ko kya ho gaya khudaa jaane … :frowning:

me too :frowning: :frowning:

Re: Re: dil ko kya ho gaya khudaa jaane … :frowning:

no worries jiya jee :slight_smile:

ab hum hai na aapka dil udaas hona bandh :smiley:

welcome back :hula:

Re: Re: Re: dil ko kya ho gaya khudaa jaane … :frowning:

ji mera dil udhas hona bandh aur aap kaa shuro:D

thanks:flower2: :flower1:

wow :k:

Re: Re: Re: Re: dil ko kya ho gaya khudaa jaane … :frowning:

jee nahi humara dil kyon udhaas hone laga :konfused: ab to baagh baagh ho gaya :hula:

many thanks Beenish jee :slight_smile: