Dil ki veerani ka
ab malal kya karna
Dil ko kitna roka tha
Dil ko kitna toka tha
Rah-e-Rasm baRhanay se
Yeh magar na mana tha
Is nay kab ye jana tha
VeeraN zindagi hogi
Umr bhar musafat ki
Gard say ati hogi
Manzilen kho jain gi
Dushwar-e-rah bhi hogi
Ham ne kitna roka tha
Aitebar na karna
Dil ki veerani ka
Ab malaal kya karna…
:k:
nice:) .
nice
:k:
bohat khoob :)
good one :k:
Very nice Commi , thanks for sharing :-)
boht achay :k::k:
Lovely …:k:
great:k: