Roshni JaneKahan Gaye ab Andheray Sambhala Karte Hain
Dil Ki Veeraniyoon Mein Bas Tumhay Hi Pukara Karte Hain
Chutta Hai Jab Se, Haath Tumhara Meray Hanthon Sey
Andheri Galiyoon Mein, Taanha Hi Guzaara Karte Hain
Meri Ghum-e-Surat Dekh, Haste To Hain Log Sabi
Apni Barbadion Ka, Aankhon Se Nazara Kartay Hain
Bhool Gaya Hai Mann Sey, Khushi Ka Chehra Bhi
Patharoon Pey Tumhara, Aab Aks Utara Kartay Hain
Bhatkay Huay Musafar Hain, Apni Manzil Kay Hum
Sunsaan Rahon Pey, Bas Udaas Chala Kartay Hain!
Dekh Ruswaee ka sauda hai ab na kabhi
Itnni shiddat say kisi shaks ki chaahat karna,
raahaygi shama-e-wafa yunhi ta abaad roshan
ghazal kay roop main jeenay ka hosaala rakhna!