dil ki ragoo-N main ye kon kantay say bhaR gya

***

Bethay bithaye mujH ko paresha’N kargya
jhonkA kisi ki yaaD ka aya guzaR gya

Ek yaad thi kay diL say utarti chali gayE
ek zakHam tha kay waQt kay marHam say bhar ghay

Raas agya tha Husn-e-tasawor kay ye diL
khud main kisi ka Aqs dekha jo daR gya

Nikla gubar diL ka tabieat saNbhal gaye
Barsa jo khul kay ab’r to mousaM nikhar gya

Ansar ye kya khaliS hai jo rakhti hai be-sakoo-N
dil ki ragoo-N main ye kon kantay say bhaR gya

Re: dil ki ragoo-N main ye kon kantay say bhaR gya

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

**

Bethay bithaye mujH ko paresha'N kargya
jhonkA kisi ki yaaD ka aya guzaR gya

Ek yaad thi kay diL say utarti chali gayE
ek zakHam tha kay waQt kay marHam say bhar ghay

Raas agya tha Husn-e-tasawor kay ye diL
khud main kisi ka Aqs dekha jo daR gya

Nikla gubar diL ka tabieat saNbhal gaye
Barsa jo khul kay ab'r to mousaM nikhar gya

Ansar ye kya khaliS hai jo rakhti hai be-sakoo-N
dil ki ragoo-N main ye kon kantay say bhaR gya
[/QUOTE]

Beautiful post chando g .....:) thanks 4 sharin

Chandu ji bahut khoob!

Ek yaad thi kay diL say utarti chali gayE
ek zakHam tha kay waQt kay marHam say bhar ghay

wah chaand jii, kya sher hai. bahot hi achha hai
daad kubul kijiye.

Re: dil ki ragoo-N main ye kon kantay say bhaR gya

Beautiful CC:):k:…thanx for sharing:)

Nice :k:

thanks all :flower1:

Beautiful Chanda, thanks for sharing:)

beautiful:flower1:

thanx so much for sharin:kiss:

Zabardast !

Hamesha ki tarha, MARVELLOUS ! :)
Keep it up !

Re: dil ki ragoo-N main ye kon kantay say bhaR gya

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

**

Ansar ye kya khaliS hai jo rakhti hai be-sakoo-N
dil ki ragoo-N main ye kon kantay say bhaR gya
[/QUOTE]

uff ghazab ka shair he CC

thankooooo guys :flower1:

very nice chando siso :)
thcxs 4 sharing :)

thanks nikii :kiss: :slight_smile:

muaaah

hheeh
bakri
i mean wow nice poem..
keep up the gud work
and be safe from bad guys oops i mean me :p
bye bye

Re: muaaah

awww thanko :flower1:

welcome to gupshup :wink:

nice:k:

Re: Re: muaaah

Ek ro woh bechara aap ko warn kar raha ke stay away aur tum ne aankh maar dee? Now I know ke Allah mian ne khwateen ko parda karne ko kioon kaha hai.
Sudhar jao, naheen to :smash:

Hmmm bohot khoob Chando:k:

cc boht achei hei :k: