dil ki bateein kahan kare koi

zindagi kay azab kia kum hain
kion gham i la-makaan kare koi

dil tapakne laga ga aankhoon se
ab kisay razdaan kare koi

sheher mein shoor , gharoon mein tanhai
dil ki bateein kahan kare koi


in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim