Dil ke saray armaan le jate hain
hum se humari pehchaan le jaate hain
toot ke na chahna kisi ko
“saaGari”
JAAN kehne wale hi aksar JAAN le jate hain
Re: !!dil ke saray armaan!!
wah, Wah. Very nice. ![]()
Re: !!dil ke saray armaan!!
Beautiful ![]()
Re: !!dil ke saray armaan!!
zabardast Ashaar ![]()
mujhay song yaad aagia ![]()
Hum say hamari pehchaan lay gaiy
tum jan jan kah kay meri jan lay gaiy ![]()
Re: !!dil ke saray armaan!!
Nice. Yeh Saagri koun hy ![]()
Re: !!dil ke saray armaan!!
cafe walon ne poetry pe qabza kar liya
btw nice :k: ![]()
Re: !!dil ke saray armaan!!
BAHAR HY NA ,CAFE WALAY p k masatay huay hyn
Re: !!dil ke saray armaan!!
![]()
Simi nice one ![]()
Re: !!dil ke saray armaan!!
![]()
Re: !!dil ke saray armaan!!
mujhe bhi yehi song yaad aya tha yeh shair parh kar ![]()
Re: !!dil ke saray armaan!!
:k:
Re: !!dil ke saray armaan!!
nyc