sare jahan ki dhoop mere gher mein aa gai
saaya tha jis darakht ka hum per woh kat gaya
safar neub chand ka matha jahan bhi dhundlaya
teri nigah ki zaibai ne qayadat ki hai wahan
wahan se haan ki tamanna hai umar beet gai
jahan nahi ke siwa dosra jawab nahi hai
kiya kiya na hum ne khak urai jahan mein
akhir palat ke kucha janan mein aa gae
mohabbat bhi abb dil pe bar giran hai
jahan tak nibhai gai nibha li hum ne
fiqar jahan mein bhool gae the nishat-e-zeest
tera khayal aate hi sanjida ho gae the hum
na ho ehsas to saara jahan hai be has-o-murda
gudaz dil ho to dikhti ragen milti hain patthar mein
iss qadar pyarr se aae jan jahan rakha hai
dil ke rukhsar pe iss waqt teri yaad ne hath
*