Main bhi dil ke behlaane ko, kya kya sawaang rachaata hoon
Saayon ke jhurmat mein baitha, sukh ki sej sajaata hoon
Bujhte jalte deepak se, sapno ke chaand banaata hoon
Aap hi kaali aankhein ban kar, apne saamne aata hoon
Aap hi dukh ka bhais badal kar, unn ko dhoondne jaata hoon…
Re: Dil Ke Bhulaane Ko…
Boht khoob..:k:
Re: Dil Ke Bhulaane Ko…
Shukriya HeArT HaCKeR…![]()
Re: Dil Ke Bhulaane Ko…
Nice one :k:
Re: Dil Ke Bhulaane Ko…
Thanks Shab-e-Hijar…![]()
Re: Dil Ke Bhulaane Ko...
wow..
Re: Dil Ke Bhulaane Ko...
Thanx Mem Saab......
Re: Dil Ke Bhulaane Ko…
shukriya Aryaan for sharing…![]()
Re: Dil Ke Bhulaane Ko...
UR welcome Reet ....:)
Re: Dil Ke Bhulaane Ko…
Very Nice Aryaan… ![]()
Re: Dil Ke Bhulaane Ko...
Thanks GS .....:)