dil kanp gaya

Leky maazi ko jo haal aaya to dil kaanp gaya
jab kabhi unka khayaal aaya to dil kaanp gaya
aesa torra tha muhabbat meen kisi nay dil ko
jab kisi sheeshy meen baal aaya to dil kaanp gaya


**
Jahaan Jahaan hay dushmani, sabab meen hoon
Jahaaan Jahaan hay mayra ehteram, Tum say hay
**