Dil ka tukra baich diya

Shehr se duur aik gaon mein
Gham ki gehri chaa’on mein

Aik dukhyari bibi nay
gham ki mari bibi nay

Bhook se ik din tang aa ker
Paas kay qasbay mein ja ker

Dil ka tukra baich dia
Apna bachcha baich diya

Re: Dil ka tukra baich diya

:(