Allah dilon par nigha karta hay …
Woh pathar say hon dil …
Yaa ToThay howay dil …
Qatra qatra aankhon say tapaktay howay dil…
Yaa khataon par sharminda ghabray howay dil …
Woh nighar karta hay …
na uRaya kar Mazaq in ka hanssi main ..
khaian aisa na ho ..
yehi hanssi bazghust ban jay
or Azad~ dil ka dagh ban jay
Adab Arz