~ Dil-e-Tabah tere us se rabtay na gaye ~

***Ussay bhula ke bhi yaadoon ke silsilay na gaye Dil-e-tabah tere us se raabtay na gaye Kitaab-e-zeest ke unwaan badal gaye lekin Nisaab-e-jaan se kabhi us ke tazkiray na gaye ...***