Re: Dil Diya Dehleez on Hum TV
^^ waisay sochtay tou hum dimagh say hain(agar ho tou) laykin ye har baat mein dil ka naam kyon lga daytay hain. bhai uss ka kam tou sirf dharakna hai!
hum demagh se hi sochtay hai but agar is main heart bhi involve ho jaye to mostly decisions ghalt ho jatay hain..:D
like in DDD Roshi ne saray decisions main heart ko involve kia hai,thats why everybody is against her,u can see in above pic she's looking so worried..while Bari faisla kerney main heart ko involve nahi kerta.Although he loves her too but he refused Roshi to marry in the begining...:)
BTW!what abt u guys kia app log sirf demagh se faisla kertay hain ya heart ko bhi involve kertay hain??:D