wo teri yaad thi ab yaad ayaaaaaa … ![]()
I am missin my family ![]()
wo teri yaad thi ab yaad ayaaaaaa … ![]()
I am missin my family ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
khair hae!!! weekend pe, take a flgiht…
OR
call them???
rona dhona band kar deyn!!!
ye 21st century hae in case u forgot. there r ways to be in touch u know ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
Same here
i m missing my family too Mummyyyyyyyyyyyyyy come bak soon ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
D^M aap ki family kidhar hoti hae???
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
itna dimagh tou merey paas bhi hey … kaki talking machine ![]()
khud to dhooti nahi hoo … mujhay bhi dhona band karney ka mashwara dey rahi hoo ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
hoti to idher hi hai but woh out of khi gaye howe hain
4 din hogaye mama bra aur kisi se nahin mila ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
beta ab apna diaper khud change karna sheek loo .. kab tak mummy ko bulatey raho gey ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
diaper ka masla nahin khana bana nahin ata
hotels ka khana acha nahin laga ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
![]()
yeah masla tou merey saath bhi hey …![]()
I am missing the delicious food my wife use to make ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
apko apni patni ki pari hai meri abhi shadi nahin howi hai ![]()
so filhaal mummy ki yaad hi a rahi hai ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
tou karlo na shadi … sirf qabool hey hi tou kehna hey ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
yeh word pori zindagi rula deta hai aik itna sa word
filhaal khush khush hain ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
beta … kab tak apni ammi key chittar khatey raho gey ??? zara taste change kar key tou dekho ![]()
![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
every Dog has a day (thts just ideam) dont take it wronge partner ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
yeah I know today .. is you’re day!
![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
bacho kay samnay cigrate pena buri baat hai , bad uncle :bash: bad ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
hehehehhehe bhabi kahin paki police main to nahin the peeta
waise chittar ka asar kitne din tak rehta hai aap per ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
uncle ko hatorey marna bhi buri baat hey .. beta janwar ab insaano main aa gaye ho kuch taur tarekey bhi seekh hi lo ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
beta chittar apney apney … so khud shadi karo .. lag pata jaye ga ![]()
Re: dil dharakney ka sabab yaad aya ..
apka haal dekh kar to kunwara rehne ko hi dil kar raha hai :Dmaine chittar nahin khane ![]()