Dil de dia hai
jaan tumhain dein ghay
*rukh zindaghi nain mor lia kesa
hum nain soocha nahi tha kabhi esa
ata nahi yaqeen kya se kya ho gya
kis tarha main tum se bewafa ho gya
mere ashk keh rahey meri kahani
inhain samjho na tum sirf paani
ro ro ke ansoun ke dagh dhul jayain ghay
in main wafa ke rang aj ghul jayain ghay*