Re: dil cheez kya hai ap meri jaan lijiye ..
yeh to aisii hii baat huii jaise ek saaHab ne net par Ghalib ke she’r meN Ghalatiyaan nazar aayiiN aur 3 page kaa criticism likh maaraa…ba’d men unheN b aRii sharmindagii huii k unko pataa hii nahiiN thaa k she’r Ghaalib kaa thaa…vo din aur aaj kaa din, vo saaHab dobaarah palaT ke site pe nahiiN aaye…hahaha ![]()