dil cheez kya hai ap meri jaan lijiye ..

Re: dil cheez kya hai ap meri jaan lijiye ..

**haN ji…ALUP kii baat hai aur maze kii baat yeh hai k jin saaHab ne aisaa kiyaa vo bahooot ilm waale haiN…he is a great urdu-daaN magar itteffaaq se unhoN ne yeh she’r nahiiN sunaa thaa kabhii…agar koi aira Ghaira hotaa member to usko itnii sharmindagii na hotii k site ko hii chhoR jaate. vo she’r yeh thaa:

na thaa kuchh to Khudaa thaa, kuchh na hotaa to Khudaa hotaa
Duboyaa mujhko hone ne, na hotaa maiN to kia hotaa?**
**
unkaa bunyaadii ai’taraaz yeh thaa k yeh kaun sii shaa’irii huii? yeh to ek pahelii hai. yeh she’r fan-e-she’r goii se aarii hai…lolllzzzzzz**